Tuesday, 22 March 2016

ANAR CURD SURPRISE

ANAR CURD SURPRISE

Ingrident-
Dahi gadha-500g ,
anar sharbat-1cup,
sugar-1\4 cup,
badam/pista-chopped,
anar k dane -1\2 cup.

Recipe-
dahi me sugar and badam dalkar phente . Isme anar ka ras dale ,ye puri tarah mix nahi  kare.Ab ise kulphi ka sanche  ma bharker jhamani ka liye friz ma rakh da.jam jane ka bad sanche me se nikale . manchaye shape ma kat le.kate pista and anar dalker serve kare.